Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SALL said:

itnaaa late soya tha na yaar woh
abhi sone do

mera meeenu so rahaa hai
band kar batein
neend mei doobi hui hein
sharbati aankhein,, sharbati aankhein
ja tujhe meriii kasam,, meri kasam hai jaaaa
mera meenu so raha hai
shor H na macha
heheeheheheeeee



i m IMPRESSED....     
Posted 04 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Hmmm mujhe Hakeem Muhammad Saeed se milnay ki bohat zyada khwahish thi.. Aor Ashfaaq Ahmad se....
Posted 04 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
MEENU KI MAMA.....

Mubaarkaan...

Posted 04 May 2006

Topic: u sang to me

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
wo main ne doosra topic banaya hua hey ... usmain dekhain.. kindly..
Posted 04 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nahi... hum ne mind nahi kiya... aajkal Mind ko kuch hua hua hey...

warna hum zaroor mind kartay... bach gai ho larki...
Posted 03 May 2006

Topic: u sang to me

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ok... hum aapko email address pm kar dete hain... so nice of U... baqi songs k topics pe bhi nazar daliye ga..

shayad aap ko un k lyrics bhi pata hon...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah...

kya baat hey... mukarrar mukarrar....
Posted 03 May 2006

Topic: Aas Paas

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i jst got the lyrics...sharing with U..


Udaas ankhon main ik jalun hai
ya phir ye ansoo rukay rukay hain
nahi ho tumjo qareeb mere
magar ho phir bhi yoon aas pass
mere pass pass tere aas pass
hai dil k rastoon pe tera chera
tere palatney ki aas le ker
main muntazir hooon kahein to hoga
tere aas paas mere paas paas
tere aas paas mere aas paas

mere hum rahi suno ao chalein chand k paar
aise duniya mein kahein durr jis mein na ghum hoon na ansoo hon
na hon aahain hon kahein
aur kuch ho,mera pyar ho
tere aas pass mere pass pass tere aas pass mere pass pass...

Yakeen hai mujko keh tumbhi ik din
chali he ao gi mai jee uthoon ga
keh tumjo hogi mere aas paas tere paas paas
mere paas paas tere aas paas mere aas paas

khabi tanha jo hui tum kise
jeven k safer main
mere awaz suno gi kahin meri dhadkan mein
zindagi mujko kabhii tujse juda bhi ker de
bund ankhon k darichon mein tujhe dekhoon,tujhe dekhon gaa
mere sayee ki tarhan tum toh rahogi hr pal mere
tere aas paaas mere paas paas tere aas paas mere paas paas
tere aas paas mere paas paas

beautiful song...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
halaat aise e lag rahay hain...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
pasand apni apni
mizaaj apna apna...

Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
posting.. listening music...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Teen Tracker said:

Dr zara dawa ho jaye is ki



zaroor zaroor..

lekin soch lain tt bhai... nataij (results) k zimmaydaar aap hon gay...
Posted 03 May 2006

Topic: ....huhhhh ~~

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
waah waah qv... well said...

aor akele hum
akele tum....
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
abhi bhi theek e hain...

lekin udaaas... missing... Sunday....
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
oooh ... phir to main ne bhi bitoo ka ilaaj karna hey...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Gee-Z said:



sall je aub plz ek bar yah kah doo "Yah Aya Pak k Bara Humdard lolzzz"

sirf ek acchi thinking hi pak k haalat badal day gaiee INSALLAH


holla



kisi bhi achay kaam ka pehla step ACHI THINKING e hoti hey...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Gee-Z said:

mery frnd hindu,afriacns,bahgli hain ..un ho na khabi yah nahi kaha k humaray country mai yah sub khrab hai bul k woh yah kethy hain k hallat aub acchy hotu ja rahyaa hain
but hum is k bilkul agaist hain asaa nahi hona chiyah
is liya ketha hooon k +tive thinking honi chiyah
ganday ko ganda kah dayna koi braveness nahi hai ....us k liya khuch karna k woh accha ho jaya woh hai baudrai



holla



Dekhain... bhai... halaat aor haqeeqat se nazar churana ye e hey agar hum bhi kahain k Humaray country main sab theek hota ja raha hey. jab k aisa nahi hey...
+ve thinking to zaroor honi chahiye lekin is ka matlab ye nahi k hum facts ko neglect kerain...
aor bhai... hamara aik masla ye bhi hey k hum baat e nahi kartay... aap ne theek kaha k log sirf baatain kartay hain lekin i must say k serious aor sochnay walay topics pe koi baat karne ki himmat e nahi karta..

aor hum to ye bhi kahain gay, k aajal kitnay logon main itni himmat hey k wo Buray ko Bura keh sakay...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SALL said:

hmm,,,, dont agree yar
hamare han bache ka zehn uss k parents banate hein,, larki k zehn mei yeh baat bachpan se bethi hoti hai k usse sirf apne husband aur bache sambhalne hein,,
usse serious guidness kabhi milti hi nahi
(its not true for allll galz, but zyada yehi hota hai)
i agree kuch log aise hote hein jinhein kissi guidness ya encourage karne ki zaroorat nahi hoti,, but yeh umeed hum sab se nahi laga sakte

degree se show off karna bhi sahi hai,,,
jab larki ko pata hai k meri degree ka sirf aik yehi maksad hai to bass woh apni degree se yehi kaam leti hai



well sall... i must say k ab wo time nahi hey jab grls apnay parents ki taraf se guidance ka intazar karti hain.. i m saying this on the basis of my personal observation...jab wo apni marzi se apni pasand k subjects chose kar sakti hain, maths, stats, economics..psychology... i cant admit k un k mind main ye nahi hota k unhain kya karna hey... ye sab practical subjects hain aor inko sirf parhnay ka koi maqsad nahi agar aap professionaly apply nahi kartay...

aap ki baat bhi ghalat nahi hey sall, lekin i must say ab ye scene kafi hudd tak change ho gya hey...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lekin sall... i would say... aap kuch bhi aise e nahi keh saktay... kam az kam... bolnay k liye kuch pata hona zaroori hey...

shayad hum logon ki observation itni weak hey k even humain ye bhi samajh nahi aati k sawal karain bhi to kya karain... i dont know exactly.. but shayad kuch logon k sath ye e problem hey jo k kaafi hudd tak mere sath bhi hey...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bohat pasand hey mujhe...

Dedicated to... Faiz lovers
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
itni serious ghazal main hansi...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
infact ye ghazal sari achi hey...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
theek hey jee... chalain iska next part...

Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Masha Allah.... aor next...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aaaw ye to parha hua tha...
Posted 03 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Masha Allah...

Posted 02 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aap bata e dain jee..
Posted 02 May 2006

Topic: u sang to me

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hmmm

if u have downloaded it from net, jst name the site.. or if u have it in ur sys... Then... email me...
if u can,
i will tell u my email id...
Posted 02 May 2006

Topic: nowww another

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye kya hey...
Posted 02 May 2006

Doctor Sam

Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bhool na jana phir pappa...
Posted 02 May 2006